🔴LIVE Class Kro Jish Jish Ka Live Chalu Hai Live sirf humare website pe chalta hai 🌚 Website - pwratna.akkistudyx.in
Открыть в TelegramПосты канала Akki ( Study X )
Динамика просмотровСкрыть динамику
Рост просмотров
Часов после публикации
Показать таблицей
| Часов после публикации | Просмотры |
|---|---|
| 0 ч | 0 |
| 20 ч | 1 810 |
| 30 ч | 2 150 |
- Через 24 часа1 810
- Всего сейчас2 150
pwratna.akkistudyx.in pwratna.akkistudyx.in 🥰Back Again😎 Live Classes Chal Rahe Hai Ab Koi Interruption Nahi Hoga All Batches Working📝
Открыть в TelegramДинамика просмотровСкрыть динамику
Рост просмотров
Часов после публикации
Показать таблицей
| Часов после публикации | Просмотры |
|---|---|
| 0 ч | 0 |
| 21 ч | 1 900 |
| 31 ч | 2 240 |
- Через 24 часа1 900
- Всего сейчас2 240
Динамика просмотровСкрыть динамику
Рост просмотров
Часов после публикации
Показать таблицей
| Часов после публикации | Просмотры |
|---|---|
| 0 ч | 0 |
| 23 ч | 2 250 |
| 25 ч | 2 350 |
- Через 24 часа2 350
- Всего сейчас2 350
https://akkistudyx.in/ https://akkistudyx.in/ Pw Dablu Abhi Working Nahi Hai Baaki sb Hain to Enjoy Karo Raat Me Working Ho Jayega ✅
Открыть в TelegramWaise, tum sab mein se kitne logon ko lagta hai ki AI jobs kha legi? Mere according, AI itna zaroor kar sakti hai ki hamare kaam ka load kam kar de aur kaam karne ki efficiency badha de. Lekin iska matlab ye nahi ki AI sab kuch khud hi kar legi. Ek example le lo. Purane zamane mein farming ke liye bail-gaadi aur ghodon ka system tha. Humein kheti karne mein 2 bail, bahut saari mehnat aur kaafi samay lagta tha. Fir tractor aaya. Tractor ko ek tarah ka tool maan lo. Humne us tool ko use karna seekha aur apne kaam ko fast karne ke saath-saath production bhi badha diya. Ab socho, agar tractor aane ke baad hum sirf utna hi production karte jitna bail-gaadi ke zamane mein karte the, toh kya fayda hota? Lekin aisa nahi hua. Market badha, production badha aur naye opportunities bhi create hue. Kyunki tools ko kaise use karna hai aur unki help se apne kaam ko kaise grow karna hai, ye hum par depend karta hai. Exactly yahi concept AI par bhi apply hota hai. AI ek tool hai. Bas humein ise use karna seekhna hai. Jitna hum AI ko samjhenge aur apne kaam mein implement karenge, utni hi hamari working capacity aur expansion badhegi. Ek aur example le lo. Jab tractor nahi tha, tab hum limited resources aur limited techniques ki wajah se kuch hi crops ugate the, jaise wheat aur vegetables. Lekin dheere-dheere humne farming ki techniques samjhi, naye tools develop kiye aur alag-alag tarah ki crops ko zyada quantity mein grow karna shuru kar diya. Exactly yahi AI ke saath bhi ho sakta hai. AI kuch kaam kar sakti hai, naye inventions ke liye ideas suggest kar sakti hai, problems solve kar sakti hai, lekin un ideas ko reality mein convert karne ke liye human thinking, creativity aur execution ki zaroorat hoti hai. AI information ko process kar sakti hai, lekin human experiences, emotions aur real-world understanding ko poori tarah replace karna abhi bhi ek alag challenge hai. AI humse zyada fast ho sakti hai, lekin uski capabilities ki bhi limitations hain. Human brain ki possibilities bahut zyada hain. Ek limited system ke andar AI calculations kar sakti hai, lekin humans naye questions, naye concepts aur naye possibilities explore kar sakte hain. AI ko ek corresponding ray ki tarah samajh lo, jo kisi direction mein aage badh rahi hai. Lekin human thinking ek aisi journey hai jismein naye directions aur possibilities create karne ki capacity hai. Bas aapko apni logical thinking, ideas, creativity, calculations aur problem-solving skills par dhyan dena hai. Ye skills develop kar loge toh bahut si cheezein easy ho jayengi. Ab ek aur baat. Log kehte hain ki AI kitni fast aur easily problems solve kar leti hai. Lekin socho, bachpan mein humein 1 se 100 tak counting yaad karayi jaati thi. Koi bhi achanak poochta tha toh hum fatafat jawab de dete the. AI ke saath bhi kuch aisa hi hai. Uske paas bahut saara trained data aur patterns hain, jinhe use karke woh fast answers generate karti hai. Ab kuch log kahenge ki AI toh human ki tarah answers deti hai. Lekin abhi AI perfect nahi hai. Jaise ek teacher same question alag-alag students se poochta hai aur sabhi students apni understanding ke according alag-alag answers dete hain, waise hi AI bhi available information aur patterns ke according answers ko modify karke present karti hai. Ek simple example samjho: Aap apne left ear ko left hand se seedha pakadne ke bajaye haath ko peeche se ghumakar right hand se pakad lo. End mein pakad toh wahi ear rahe ho, bas approach alag hai. AI bhi kai baar kuch isi tarah kaam karti hai. Information aur patterns wahi hote hain, lekin unhe present karne ka tareeka alag ho sakta hai. AI abhi train aur develop ho rahi hai. Isliye abhi bhi hamare paas seekhne aur aage badhne ka achha opportunity hai. Haan, future mein AI challenges create kar sakti hai. Lekin agar aapne khud ko update nahi kiya, apni skills improve nahi ki aur AI ko use karna nahi seekha, toh dikkat zaroor ho sakti hai. Toh meri simple si baat hai: AI se darne ke bajaye AI ko seekho, samjho aur apni growth ke liye use karo. Aur haan, ye meri personal thinking hai. Zaroori nahi ki sabhi log isse agree karein. Ek request hai: Sabko poora message padhne ki zaroorat nahi hai. Bas un 5 logon tak zaroor pahunchna chahiye jo sach mein sochte hain ki AI sabki jobs khatam kar degi. Think logically. Learn continuously. Grow infinitely. ♾️
Открыть в TelegramAb Children Day Kya He Wish Kia Jaye Jb Ki Main Khud Hu 🌚 Lekin Aaj P Dablu Add Kar Dunga 🍼
Открыть в Telegramhttps://studyratnaakki.netlify.app https://studyratnaakki.netlify.app Ye Lo Padhai Me Lag Jaao Sb ❤️
Открыть в TelegramDum 🫵 👕🫴 🩳 👞👞 Hain..Tere Me.. Padhai Kar Lega ? Skill Develop Kar lega ? Diwali jeet Ka Tyohar Hai isliye Hare hue logo ki Diwali Nahi Hoti 😎 You can change it, Chase. Pursue victory and bring light into your life. Happy Diwali 🪔 🎇 https://studyratnaakki.netlify.app https://studyratnaakki.netlify.app
Открыть в Telegram